You are currently viewing Ilahabad Mein Paida Song Lyrics | Jaaneman 1976 | Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) | Anand Bakshi

Ilahabad Mein Paida Song Lyrics | Jaaneman 1976 | Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) | Anand Bakshi

Spread the love

Ilahabad Mein Paida song lyrics.The song Ilahabad Mein Paida is from the movie Jaaneman 1976.The song is sung by Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh).The music for the song is given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal).The film Jaaneman 1976 features Dev Anand, Hema Malini, Prem Nath.

Song Details

  • Song Name: Ilahabad Mein Paida
  • Movie: Jaaneman 1976
  • Singer(s): Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
  • Musician(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
  • Lyricist(s): Anand Bakshi
  • Star Cast: Dev Anand, Hema Malini, Prem Nath

Ilahabad Mein Paida Song Lyrics

Tohre gun gate gate,
Din bita rain aa chalee
Kab loge prabhu moree khabariya,
Der bahut ho chalee
Ilahabad mein paida huyee
Ilahabad mein paida huyee,
Mai jabalpur me palee
Abb bambai hain adda mera,
Yeh badnam see galee
Mera naam hai ram hai ramkalee
Mera naam hai ram hai ramkalee

Ilahabad mein paida huyee,
Mai jabalpur me palee
Abb bambai hain adda mera,
Yeh badnam see galee
Mera naam hai ram hai ramkalee
Mera naam hai ram hai ramkalee

Kaise aayee kaha aayee
Yeh jawanee mat puchho
Kaise aayee kaha aayee
Yeh jawanee mat puchho
Sharm aatee hai tauba
Yeh kahanee mat puchho
Ke ha shalimar ke bag me
Khilake banee phul yeh kalee
Abb bambai hain adda mera,
Yeh badnam see galee
Mera naam hai ram hai ramkalee
Mera naam hai ram hai ramkalee

ALSO READ  Saanson Mein Kabhi Dil | Parchhaiyan | Ustad Ghulam Ali | Ustad Ghulam Ali | Nazeer Akbarabadi

Kaha se yeh soj aaya
Kaha se saj maine sikhe
Kaha se yeh soj aaya
Kaha se saj maine sikhe
Arj kiya hai bade bade ustado se
Yeh andaj maine sikhe
Ke ha nayee puranee dilli kee
Sadako par bhee main chali
Abb bambai hain adda mera,
Yeh badnam see galee
Mera naam hai ram hai ramkalee
Mera naam hai ram hai ramkalee

Rab jhuth na bulaye
Kadardan har jagah hain
Rab jhuth na bulaye
Kadardan har jagah hain
Meharbano mere meharban
Har jagah hain
Toh rab jhuth na bulaye
Kadardan har jagah hain
Ke ha lucknow ke rangin shehar me
Shama mai ban ke jalee
Abb bambai hain adda mera,
Yeh badnam see galee
Mera naam hai ram hai ramkalee
Mera naam hai ram hai ramkalee
Ilahabad mein paida huyee,
Mai jabalpur me palee
Abb bambai hain adda mera,
Yeh badnam see galee
Mera naam hai ram hai ramkalee
Mera naam hai ram hai ramkalee.

Thank You Note

The Full Lyrics for the song Ilahabad Mein Paida from the movie Jaaneman 1976. If you have any suggestions or want to suggest any change to the lyrics, please contact us.

Find other super hit Bollywood Song Lyrics here.

If you liked it, do comment below and Like & Share. Thanks!


Spread the love

Admin

A Web Surfer who loves to learn new things and share and apply it.

Leave a Reply