You are currently viewing Iss Mulakat Ka Maza Lijiye Song Lyrics | Jaaneman 1976 | Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) | Anand Bakshi

Iss Mulakat Ka Maza Lijiye Song Lyrics | Jaaneman 1976 | Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) | Anand Bakshi

Spread the love

Iss Mulakat Ka Maza Lijiye song lyrics.The song Iss Mulakat Ka Maza Lijiye is from the movie Jaaneman 1976.The song is sung by Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh).The music for the song is given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal).The film Jaaneman 1976 features Dev Anand, Hema Malini, Prem Nath.

Song Details

  • Song Name: Iss Mulakat Ka Maza Lijiye
  • Movie: Jaaneman 1976
  • Singer(s): Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
  • Musician(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
  • Lyricist(s): Anand Bakshi
  • Star Cast: Dev Anand, Hema Malini, Prem Nath

Iss Mulakat Ka Maza Lijiye Song Lyrics

Tum pe shauk se, ham yeh nam dur se
Khush ho gayee tabiyat milkar hajur se
Hajur se hajur se hajur se
Iss mulakat ka bas maja lijiye
Iss mulakat ka bas maja lijiye
Aaj kee rat ka bas maja lijiye
Iss mulakat ka bas maja lijiye
Dil kyon taras rahe hain
Nagame baras rahe hain
Nagame baras rahe hain
Toh aisee barsat kaa maja lijiye
Iss mulakat kaa bas maja lijiye
Ishara kar raha hu
Ishara kar raha hu,
Magar mai darr raha hu
Ke dekho rang-e-mehfil
Sambhalo saheb dil

Ishara kar raha hu
Ishara kar raha hu,
Magar mai darr raha hu
Ke dekho rang-e-mehfil
Sambhalo saheb dil
Yeh dil hai teer maana,
Na ban jaye yeh nishana
Bana hain pyar dulha
Pehan khwabon ka sehara
Banee hai prit dulhan dulhan,
Banee hai prit dulhan dulhan
Banee hai prit dulhan dulhan
Banee hai prit dulhan dulhan
Banee hai prit dulhan dulhan
Banee hai prit dulhan
Jama hai dost dushman
Toh majja lijiye, toh majja lijiye
Maja lijiye lijiye lijiye lijiye
Dil kee barat ka majja lijiye
Iss mulakat ka bas maja lijiye
Aaj kee rat ka bas maja lijiye
Iss mulakat ka bas maja lijiye

ALSO READ  Charo Aur Andhera | Subhadra

Bahut bechain ham hain
Bahut bechain ham hain,
Gajal me sher kam hain
Nahee ustad aaye,
Koyee unako bulaaye
Sunaaye aur kya ab,
Samjah lo meraa matlab
Koyee dhundo bahana,
Bana daalo fasana
Koyee dhundo bahana,
Bana daalo fasana
Agar ham chup rahenge,
Toh saheb kya kahenge
Agar ham chup rahenge,
Toh saheb kya kahenge
Toh majja lijiye
Maja lijiye lijiye lijiye lijiye
Aise halat ka bas majja lijiye
Iss mulakat ka bas maja lijiye

Suno suno suno suno
Suno ab waqt kam hain,
Magar jab tak ke dam hain
Suke na taal taalee,
Lagaon taan khalee
Ruko ruko ham aa gaye hain,
Sabhee ghabra gaye hain
Nahee darr kee jarurat,
Sama hai khubsurat
Shuru abb khel hoga,
Dilon ka mel hoga
Toh maja lijiye lijiye lijiye
Khulke har baat ka majja lijiye
Iss mulakat ka bas maja lijiye
Iss mulakat ka bas maja lijiye
Iss mulakat ka bas maja lijiye
Iss mulakat ka bas maja lijiye.

Thank You Note

The Full Lyrics for the song Iss Mulakat Ka Maza Lijiye from the movie Jaaneman 1976. If you have any suggestions or want to suggest any change to the lyrics, please contact us.

Find other super hit Bollywood Song Lyrics here.

If you liked it, do comment below and Like & Share. Thanks!


Spread the love

Admin

A Web Surfer who loves to learn new things and share and apply it.

Leave a Reply